Hamari matrabhumi
Matrabhumi hamari mata h ,, Hme iska putra smjha jata h .. Ye Anmol rishta yaha janm se Jud jata h ,, Yaha Prado k balidan se kaun ghabrata h ... Ye dharti viro se khali nhi h ,, Yaha kisi ki niyat Kali nhi h .. Jo jitna ise manta h ,, WO uthna hi samman pata h .. Kalam , vivekanand , aryabhat yaha se Jane jate h ,, Ye hamari matrabhumi ka Gaurav aur badate h .. Ye to chand naam h sbke naam yaha batla nhi skta ,, Bhaumuley bhart k ratno ko dikha nhi skta .. Hindu Muslim ekta yaha ki pehchan h ,, Kuch dust netao se hilta kuch ka iman h .. Apne fayde ko ye aapas me ldwana jante h ,, Fir bhi kaha ye kamyab hue hm SB jante h .. Choti si kavita se ye batlana chahta hu ,, Matrabhumi ka rid mai bhi utarna chahta hu .. Written by shivam