Brother
Bhai se bda koi dost nhi hota,, Bhai apna mitti ka khargos nhi hota... school ki hr ladai me Bhai Hi sath hota tha,, Hr lamha apne Hi pass hota tha.. Teacher maare ya dosti me hui ladai ho,, Sbse pahle Bhai ne hi suljhaya h.. Aaj dil me pyar Bhai k liye aaya h... Mai chota wo bda Janm se khlaye h,, Hmme logo ne Ram laxman diklaye h.. bna rahe pyar hamesa hr Bhai me,, Na ho kbhi ladai kisi bhi Bhai me.. Bachpan me wo roj subah mujhko tofee dilwata tha,, Mai zid me sb le lu to bhi wo na gussata tha... Pyar se hm raat me nickname diya krte the,,, Unnamo ko leke subah khub hasa krte the... Aaj samay k sath dono Bhai bde ho gye h,, Dono apni life me thoda busy ho gye h.. Fir bhi ye wada h pyar aaj bhi waisa Hi h hm dono bhaiyo me,, Akshar log dekhte h hme sath hr muskil waqt ki katniyo me.. Bhai prem mai tumko yaha smjha nhi skta,, Krishna baldau jaisa Hi haal h kuch bata nhi skta...... Written by Er. Shivam Singh Yadav